Song Title Album/Movie Music Director Actor/ActressArtist Year
Select Year 2009200820072006200520042003200220012000199919981997199619951994199319921991199019891988198719861985198419831982198119801979197819771976197519741973197219711970196919681967196619651964196319621961196019591958195719561955195419531952195119501949194819471946194519441943194219411940193919381937193619351934
Dishant Top10 on iGoogle
Cast: Meena T, Mumtaz, Prem Chopra, Rajendra Kumar, Rajendranath, Sadhana Music Director: Laxmikant Pyarelal Director: Mohan Kumar Producer: Mohan Kumar Lyrics: Anand Bakshi Year: 1971 Got Lyrics? Click Here to Submit Lyrics
Singer(s): Lata Mangeshkar, Mohd Rafi
--MALE-- Dilshaad tha ke phool khilenge bahaar mein Maara gaya gareeb isi aitbaar mein --FEMALE-- Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota - 2 Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota --MALE-- Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota --FEMALE-- Na tha manzoor kismat ko, na thi marzi bahaaron ki Nahin to is gulistaan mein Nahin to is gulistaan mein kami thi kya nazaaron ki Meri nazaron ko bhi koi nazaara mil gaya hota Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota --MALE-- Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota Khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta Mere badle tu has legi Mere badle tu has legi, tere badle main ro leta Mujhe ae kaash tera dard saara mil gaya hota Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota --FEMALE-- Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota Mili hai chaandni din ko, yeh unki apni kismat hai Mujhe apne muqaddar se Mujhe apne muqaddar se faqat itni shikaayat hai Mujhe toota hua koi sitaara mil gaya hota Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota --MALE-- Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Got lyrics? Contribute lyrics to Dishant.com. Click here for lyrics submission form.
Advertise | Disclaimer | Privacy Policy | Guest Book | Help | Acupressure | Contact